Song : Sadaka Kiya Yuun Ishq Ka
Music : Vishal - Shekhar
Lyrics : Anvita Dutt Guptan, Vishal Dadlani & Kumaar
Singers : Mahalakshmi Iyer & Surah Jugan

Kuch Khwab Dekhe Hai, Kuch Rang Soche Hain 
Ab Maine Kal Apne Tere Sang Soche Hain 
Iss Raah Mein Jab Bhi, Tu Saath Hoti Hai 
Kisson Ke Panno Si Har Baat Hoti Hai 
Roor Jo Huyi Mein Fida, Toh Pal Mein Uthi Koyi Sada 
Ke Dil Se Huya Judaa Judaa, Toota Main Iss Tara 
Sadka Kiya Yun Ishq Ka, Ke Sar Jhuka Jaha, Deedar Huya 

Tere Mudne Se Suraj Udh Gaya 
Teri Roshni Ke Saaye Mein Main Dhoop Si Khili 
Mera Aasman Bhi Chota Padh Gaya 
Mujhe Jab Se Hai Baahon Mein Teri Panah Mili 
Woh Thehri Teri Adaa Adaa, Ke Ruk Bhi Gaya Mera Khuda 
Toh Mujhpe Yeh Asar Huya, Toota Main Iss Tarah 
Sadka Kiya Yun Ishq Ka, Ke Sar Jhuka Jaha, Deedar Huya 
Sadka Kiya Yun Ishq Ka, Ke Sar Jhuka Jaha, Deedar Huya

(Kuch Khwab Dekhe Hai, Kuch Rang Soche Hain, Ab Maine 
Kal Apne .. )

Teri Khushbu Mein Bheegay Khat Mile 
Tere Rang Ki Siaahi Se Likhe, Padhe Sune 
Teri Baaton Ke Woh Saare Silsile 
Meri Dil Ki Kahani Si Suni Kahin Bune 
Main Kar Na Sakun Bayaan Bayaan, Ke Chup Si Huyi Meri 
Zubaan 
Yeh Dil Mehmaan Huya Huya, Toota Main Iss Tara 