Song : Ab Mujhko Jeena
Music : Salim - Sulaiman
Lyrics : Mir Ali Husain
Singers : Zubeen Garg
ab hai ujaala
ab hai savera
ab in hawaon pe kar loon basera
ab mein zamane ko humraaz kar loon
ab aasmanon pe parwaaz kar loon
is pal mein hai mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
hoooo hoooo ho
ab mujhko jeena
nakamiyon se darna kya
jeene se pehle marna kya
jhoom kar mera dil ab yeh mujh se kahein
zindagi hai toh zindadili bhi rahein
ab irradon ko hai thaan lena
ab toh khwabon hai jaan dena
is pal mein hai mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
hoooo hoooo ho
ab mujhko jeena
anjaana kal na maanu mein
yeh pal hai apna jaanu mein
yaha charo taraf pyaar ke silsile
dekho veeraniyon mein bhi dil hai mile
apni manzil ki mujhko khabar hai
ab toh himmat mein bhi humsafar hai
is pal mein hai mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
hoooo hoooo ho
ab mujhko jeena
ab hai ujaala
ab hai savera
ab in hawaon pe kar loon basera
ab mein zamane ko humraaz kar loon
ab aasmanon pe parwaaz kar loon
is pal mein hai mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
hoooo hoooo ho
ab mujhko jeena

0 Responses to "Ab Mujhko Jeena : Songs Lyrics"